Vivo Y21L/Y51L me gmail account kaise remove kare? How to remove gmail ID from vivo mobile? Iska answer aaj is post me with proof ke sath milega.
Namskar Doston! Aaj ham is post me aapke liye mahatvapuran jankari lekar aaye hai. Agar aap vivo ka purana mobile vivo Y51L ya Y21L use kar rahe hai, aur aap is donon mobile me gmail account remove nhi kar parhe hai ya fir Delete nhi kar pa rhe hai, to ham aaj aapke question “How to remove email account from vivo Y51L” ka answer dene wale hai. Aaj ke is post me ham step by step btane wale ki aap vivo Y51L mobile me gmail account kaise remove kar payenge?
Doston aap is post ko Dhyan se read kare aur samaje taki aap aapne vivo Y51L ya Y21L mobile me gmail account delete kar saken. vivo Y21L/Y51L me email ID delete ya remove karne me bahut sare doston ko problem aa rhi hai. Kyoki vivo Y51L me gmail account remove krne ka option nhi hota hai , ye ID remove ka option Hide hota hai. Chaliye doston ab ham jante hai vivo Y51L ya vivo Y21L gmail ID kaise remove karni hai?
Doston ab ham aage isi post me with proof , Image ke sath kuch step bta rhe hai aap use follow karen. Taki aapki problem (How to remove email ID from vivo y21l/y51l) ka samadhan ho ske.
How to remove gmail Id from vivo y51l : follow below steps
#Step 1
- Vivo Y21L/Y51L phone me gmail account ya gamil ID remove karne ke liye aapko Sabse pehle apne mobile me Settings ko open krna hai.
- Setting ka Icon agar apne mobile me nhi mil rha hai to aap niche diye gaye photo ko dekhe.
- Is image me jo round kiya hua hai vaisa apne phone me search kre or us setting icon par click kren.
#Step 2
- Ab aapne Setting ko open kar liya hai.
- Uske bad aapko apne mobile me dhire dhire niche ki taraf jana hai.
- Vaha aapko Account & sync ka option dikhai dega.
- Account & sync ka option nhi mil rha hai to aap Usi setting ke top par aa jaye vaha Search ka icon hoga, us par click krke Account type kre.
- Fir bhi aako ager Account & sync ka optin nhi mil rha hai to niche di gai image ko dekhen.
- ab aapko Account & sync par click karna hai.
- Rd Wireless bluetooth earphone 90hrs Music time Click here
- Mobile back cover buy now click here
- Mobile tempred glass buy now click here
#step 3
- Account & sync par click karne ke bad vha sab account open ho jaenge. (facebook,twiter,whatsaap,google/gmail etc…)
- Uske bad aapko gmail ya google ke icon par click karna hai.
- Niche diye gaye image me jo icon dikh rha hai us par click karna hai.
#step 4
- Gmail ya google par click krne ke bad vaha par sabhi gmail account open ho jaenge.
- Aapko jis gmail ID ko remove karna hai us par click karna hai.
- Jaise hi aap gmail par click kroge to vaha par us gmail ID ke sabhi Sync open ho jaenge.
- Aap niche di gai photo me dekh sakte hai ki esa Sync interface open hoga.
- Ab agla step aapko Dhayan se samajna hai.
#step 5
- Ab apne mobile me sync open ho gaya hai.
- lekin doston dusre phone me kone me 3dots hota hai prantu is vivo Y21L/Y51L mobile me kahi bhi 3Dots dikhai nhi de rhae hai.
- Isliye ya par gmail account remove ka option nhi aa raha hai.
- Vivo Y21L / Y51L me gmail account remove karne ke liye aapko ab Botton ka use krna pdega.
- Apne mobile me niche ki taraf 3 Botton hote hai.
- First botton right side me Back botton.
- Second bottom midel me (senter me) Home botton.
- Third botton left side me MiniMise ( home botton ke left side wala 3line wala)
- Aapko Third botton jo home botton ke left side me hai us par click karna hai.
- Jo niche photo me dikhaya gaya hai , us botton par click krna hai…
#step 6
- Aap jaise hi Minimise bottton(home botton ke left side me) par click krenge to vha par 2 option open ho jaenge.
- first option 1. Remove account and second option 2. Sync now.
- Aapko Remove account option par click karna hai.
- jaisa ki niche diye gaye photo me btaya gya hai.
- Remove account option par jaise hi aap click krenge tab ek bar permision mangi jaegi.
- Fir confirm karne ke liye OK par CLICK karna hai.
- Ok par click krte hi aapke vivo Y21L ya Y51L mobile me se email account remove ho jaega.
More information for watch this video:
- Doston agar aap is post vivo y51l mobile me gmail accoun remove nhi kar sake hai to hamne iske liye ek video bhi bana rakha hai.
- Aap hamare is video ko dekhkar achchi tarah se samaj kar gmail account remove kar sakte hai.
- Doston aapko hamari ye post achchi lagi hai to aap is Post ko jayada se jayada share kren.
You really helped me I was trying to logout from this phone for so many days but every time I failed. Thanku so much for helping.
Welcome
Thanks, welcome